SMS Collection

Hindi SMS for Parents



Nind apni bhula ke sulaya humko,
Aansu apne gira ke hasaya humko,
Dard kabhi na dena uss khuda ki tasvir ko,
Zamana ma-bap kehta hai jinko…!

Pyaar karana koi tumse seekhe



Pyaar karana koi tumse seekhe,
Tum mamta ki murat hi nahi,
Sab ke dil ka ek tukda ho,
Main kehta hun Maa,
Tum hamesha aisi hi rehna…

Maa ki ek dua zindagi bana degi



Maa ki ek dua zindagi bana degi
khud roye gi magar tujhko hansa degi
Kabhi bhool ke bhi Maa ko na rulana
Ye ek galati poora arssh hila degi

Meri Maa..!!



Aankh Khule To Chehra Meri Maa Ka Ho,
Aankh Band Ho To Sapna Meri Maa Ka Ho.
Mein Mar Jaun To Gham Nahi Lekin,
Kafan Mile To Dupatta Meri Maa Ka Ho..!!! ♥

Maa Mujhe Dar Lagta Hai


Sakht rasto me bhi asan safar lagta hai.
Ye mujhe meri maa ki duaon ka asar lagta hai.
Ek muddat se meri maa nahi soi,
Jab maine ek bar kaha tha “ maa mujhe dar lagta hai”

Meri pyari Maa.....................



Meri pyar ki list mein hai sirf tumhara naam
Selection ki bhi list mein hai sirf tumhara naam
Tum hi meri maa aur meri dost ho
Mera pyaar hamesha tumhare saath ho.
MERI PYARI MAA,..................................!

Maa....................



Phulo se sundar hai meri maa,
Sab kuch hai meri maa mein,
Nahi kuch bhi zarurat mujhe,
Gum, dard de ya zahar pilla de,
Main us ko pujhti hoo,
woh hi meri ebadath hai…