SMS Collection

Rain Day SMS



Jab Jab Aata Hai Ye Barsaat Ka Mausam,
Teri Yaad Hoti Hai Sath Humdum,
Is Mausam Mein Nahi Karienge Yaad Tujhe Ye Socha Hai Humne…
Par Phir Socha Ki Baarish Ko Kaise Rok Paayeinge Hum….

Rain Day SMS



Agar bhigne ka itna hi shaukh hai baarish me,
To dekho in aankho me….
Baarish to har ek ke liye barasti hai,
Lekin yeh aankhe sirf tumhare liye barasti hai….

Badlon ko aata dekh k muskuraliya hoga



Badlon ko aata dekh k muskuraliya hoga
kuch na kuch masti men gunguna liya hoga
Allah ka shukar ada kiya barish k honey se
K is bahaney tum ney naha liya hoga

Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho.



Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho.
Jab kali ghata chaye, Tum yaad ate ho,
Jab bheegte hain tum yaad aate ho,
Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge!

Ajj Barish Me Tumare Sang Nahana Hy



Ajj Barish Me Tumare Sang Nahana Hy
Sapna Ye Mera Kitna Suhana Hy
Barish K Katre Jo Tere Honton Pe Gire
Un Katron Ko Apne Honton Se Uthana Hy ;->
Happy Rainy Day

Bheegy Mosam Ki Bheegi Si Raat



Bheegy Mosam Ki Bheegi Si Raat
Bheegi Si Yaad
Bhuli Hui Baat
Bhula Hua Waqt
Wo Bheegi c Aankhai'n
Wo Beeta Hua Saath
Mubarak Ho Aap Ko
Jun Ki Pehli Barsaat

Yeh Jo Dhoop Main Baarish Ho Rahi Hai



Yeh Jo Dhoop Main Baarish Ho Rahi Hai
Sooraj K Khilaaf Saazish Ho Rahi Hai
Rait Pani Main Hal Ho Nahi Sakti
Yeh Tabiyat Badal Nahi Sakti..!

Ik raat hoi barsaat bohat



Ik raat hoi barsaat bohat
Main royaa saari raat bohat
Har gum tha zamaanay ka lekin
Main tanha tha us raat bohat
Phiraankh say ik saawan barsa
Jab seher hoi to khayaal aaya
Woh baadal kitna tanha tha
Jo barsa saari raat bohat...!

Nafrat ki dhoop main barsaat se pehle,



Nafrat ki dhoop main barsaat se pehle,
Halaat na thy aise, teri mulaqaat se pehle,
Ye Barish, Ye Hawa, Ye Dhanak, Ye Mosam,
Kis Kis se muhabbat thi teri zaat se pehle. . . .?

Barish k Bheegay Mosam main,



Barish k Bheegay Mosam main,
Kuch baten wo jo beet gain,
Kuch lamh woh jo guzar gaye,
Humen yaad bohat wo aaty hain,
Jab ghata Aasman per chhati hai,
Aur Badal aise Garajta hai,
Ye dil chonk sa jata hai,
Phir jab tum hum se bichar gaye woh lamha yaad aajata hai,
Phir dard sa dil main hota hai,
Aur Dil chupky se rota hai,
Jo aansu apny behty hain,
Girtay Girtay kehte hain,
Humain Tab Bhi Muhabbat Thi Tumse,
Aur Ab Bhi Tum se Kartay Hain.

Barish Ki Rim Jhim bhi Kuch Ga Rahi


Barish Ki Rim Jhim bhi Kuch Ga Rahi…
Betabi Dil Pe Mere Chaah Rahi Hai…
Khusboo Hawa Beete Din La Rahi Hai…
Armano Pe Sitam Ye Dhaa Rahi…
Meri Nazar Me Koee Aa Rahi Hai…
Shamma Ki Roshini Bhi Ja Rahi Hai…
Teri Yaad Aa Rahi Hai…
Aa Rahi Hai…Aa Rahi Hai…

Happy Rainy Day


Besan ki roti,
Lemo ka achaar,
Doston ki khushi,
Apnon ka pyar,
Sawan ki rain,
Kisi ka intezar,
Mubark ho aapko,
Barish ki bahar,
/ / / /
/ / /
/ /
Happy Rainy Day

Aaj to bohot khush hoongay aap?


Aaj to bohot khush hoongay aap?
.
.
.
.
.
.
.
Kiyon k, barish jo ho rahi hai
.
.
.
.
.
aur barish main to
.
.
.
.
.
.
.
sab hi maindak khush hotay hain..?

Aaj badal kalay gehray hain


Aaj badal kalay gehray hain,
Aaj chand pay lakhon pehray hain,

Kuch tukray tumhari yaadon k,
Bari dair say dil mein thehray hain,

Aaj halki halki baarish hay


Aaj halki halki baarish hay,
Aaj sard hawa ka raqs bhi hay,

Aaj phool bhi nikhray nikhray hain,
Aaj un main tumhara aks bhi hay,

Rain SMS


Ek aadmi apni biwi ka antim sanskar kar ke,
Ghar ja raha tha ke achanak bijli Chamki,
Badal garje, Zor se barish shuru hoi,
Aadmi bola lagta hai pahunch gai.

Ae barish jara tham k baras


Ae barish jara tham k baras,
Jab mera yaaar aa jaye to jam k baras,
Pehle na baras ki woh aa na sake,
Phir itna baras ki wo jaa na sake.

Ab ke sawan


Ab ke sawan(rain) mein paani barsa bahut,
Paani ki har boond mein woh aaye yaad bahut.
Is suhaane mausam mein saath nahi tha koi,
Baadlon ke saath in aankhon se paani baha bahut.