SMS Collection

Home » , , » Ik raat hoi barsaat bohat

Ik raat hoi barsaat bohat



Ik raat hoi barsaat bohat
Main royaa saari raat bohat
Har gum tha zamaanay ka lekin
Main tanha tha us raat bohat
Phiraankh say ik saawan barsa
Jab seher hoi to khayaal aaya
Woh baadal kitna tanha tha
Jo barsa saari raat bohat...!

0 comments:

Post a Comment